Yaad Aaya
Wo teri yaad thi ab yaad aaya
Aaj mushkil tha sambhalna aaye Dost
Tu musibat Maine ajab yaad aaya
Din guzra tha badi mushkil se
Fir tera wada ye Shab yaad aaya
Tera bhula Hua paimane wafa
Mar rahege agar ab yaad aaya
Fir kahi log nazar se guzre
Fir koi shayre tarab yaad aaya
Hale dil hum bhi sunate lakin
Jab wo rukhsat hua tab yaad aaya
Baith kar saya e gul Maine
Hum bohat roye wo jab yaad aaya
Great
ReplyDelete